1- gairo se ek wajib si doori rakhi jay dosto se bhi ek faasle se mila jay zamana ab apne jaise nahi raha dost har kaam badi soch samajh ke kiya jay 2- kabhi zara si baat par bikhar jata hu kabhi hazar zakhm yu hi sah jata hu kaisa ye dil hai nahi samajh pata hu gar dekhu toh har insa ko aisa hi pata 3- wo vakt ki tarah guzar gaya wo lamha mere paas tha ki bichhud gaya bichhudane ka gam nahi ,gam hai to iska ki wo lamha mera apna tha mujhase door kyo kar chala gaya.
alok shukla- alokspragya@gmail.com